Itna Ehsan Kar Do – Arijit Singh | Aabaad Barbaad

Itna Ehsan Kar Do – Arijit Singh is another soulful chartbuster from the maestro. Share your comments.
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Woh galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do
Itna ehsaan kar do

Download our app for more exclusive updates!iOS|Android


More Bollywood Hits:
Dhadke To Sari Zindagi  –  Dil Ko Maine Di Kasam | Arijit Singh
Tu Jo Rutha – Tera Yaar Hoon Main | Arijit Singh

Pal Pal Mera Tere Hi Sang Bitana Hai – Arijit Singh
Dhadkan Ye Kehti Hai – Tu Hi Yaar Mera | Arijit Singh
Dil Mera Dekho Na Meri Haisiyat Pucho – Khairiyat | Arijit Singh
Mujhe Chhod Kar Jo Tum Jaoge – Arijit Singh | Nora Fatehi
Kyu Lamhe Kharab Kare – Ghungroo | Arijit Singh

Itna Ehsan Kar Do Lyrics Meaning – Arijit Singh | Aabaad Barbaad Mp3 Song + Guitar Chords

Ya to barbaad kar do

Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do

Woh galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do

Itna ehsaan kar do (x2)
Poore armaan kar do
Lab pe aa kar jo ruke hain
Dhayi woh harf keh do

Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do

Mushkil aasaan kar do
Mushkil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do

Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga

Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga

Tum jo Sheerin na huye kya
Humko Farhaad kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do

Itna ehsaan kar do (x2)
Poore armaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do

Guitar Chords will be posted soon..

Found mistakes ? Please comment below. We will correct it within 24hrs. Thank You!

First Crush | CatchItFirst